Realme 2 pro Tips & Tricks 2018 | Best Feature of Realme 2 pro
![]() |
Realme 2 pro Tips & Tricks 2018 | Best Feature of Realme 2pro |
Oppo ne recently Realme2pro ko launch kia he jiss mein abhi Realme2Pro India mein Launch ho chuka he likin pakistan mein Realme2pro launch nahi howa, ais se pahly OPPO realme2 ko launch kar chuka hea, Oppo realme 2 pro kafi acha mobile he Realme 2 k muqable mein,
Realme 2 Pro Specification and Review
Realme2 Pro ka Os verstion Android V8.1 Oreo he, Coloer UI Color OS 5.2 he,
Dimensions156.7 x 74 x 8.5 mm ,Weight 174 g ,SIM Dual Sim, Dual Standby (Nano-SIM) mein mil raha he aur Oppo Realme2pro Black, Deep Blue, Light Blue colors mein mil raha he,
Realme2 pro ki degar specifications mein yeh 2g/3g/4g ko support karta he, Realme2pro Chipset Qualcomm SDM660 Snapdragon 660 GPU Adreno 512 ko support kar raha he,
Realme2 pro k display ki bat ki jaiey tou yeh IPS LCD Capacitive Touchscreen, 16M Colors, Multitouch
Size 6.3 Inches
Resolution 1080 x 2340 Pixels (~409 PPI)
Protection Corning Gorilla Glass 3
k sath aata he,
Dimensions156.7 x 74 x 8.5 mm ,Weight 174 g ,SIM Dual Sim, Dual Standby (Nano-SIM) mein mil raha he aur Oppo Realme2pro Black, Deep Blue, Light Blue colors mein mil raha he,
Realme2 pro ki degar specifications mein yeh 2g/3g/4g ko support karta he, Realme2pro Chipset Qualcomm SDM660 Snapdragon 660 GPU Adreno 512 ko support kar raha he,
Realme2 pro k display ki bat ki jaiey tou yeh IPS LCD Capacitive Touchscreen, 16M Colors, Multitouch
Size 6.3 Inches
Resolution 1080 x 2340 Pixels (~409 PPI)
Protection Corning Gorilla Glass 3
k sath aata he,
Realme2 Pro Memory
Built-in 64GB Built-in, 4/6GB RAM or 128GB Built-in, 8GB RAM
Card microSD Card, (supports up to 256GB) (dedicated slot)
Realme2 Pro Camera
Main Dual 16 MP, f/1.7, 1/2.8", PDAF + 2 MP, depth sensor, LED Flash
Features Geo-tagging, Phase detection, HDR, Panorama, Video (2160p@30fps, 1080p@30fps)
Front 16 MP, f/2.0, HDR, Video (1080p@30fps)
Realme 2 Pro Connectivity
WLAN Wi-Fi 802.11 a/b/g/n/ac, dual-band, Wi-Fi Direct, hotspot
Bluetooth v5.0 with A2DP, LE
GPS Yes + A-GPS support
USB microUSB 2.0, USB On-The-Go
NFC No
Data GPRS, Edge, 3G (HSPA 42.2/5.76 Mbps), 4G (LTE-A (2CA) Cat6 300/50 Mbps)
Realme 2 Pro Features
Sensors Accelerometer, Compass, Fingerprint (rear mounted), Gyro, Proximity
Audio 3.5mm Audio Jack, MP4/H.264 player, MP3/WAV/eAAC+/FLAC player, Speaker Phone
Browser HTML5
Messaging SMS(threaded view), MMS, Email, Push Mail, IM
Games Built-in + Downloadable
Torch Yes
Extra Plastic body, Active noise cancellation with dedicated mic, Document viewer, Photo/video editor
Realme 2 Pro Battery
Battery Capacity (Li-ion Non removable), 3500 mAh
- Charging 2A/5V 10W
Realme 2 Pro Tips and Tricks
Realme 2 pro is the best mobile phone from Oppo yeh sub hi janty hein likin agr hum Realme2 pro mein mojod tips and tricks ka bary mein naa janty hon tou kya faida, aaj mein aap ko realme 2 pro ki tips aur tricks k bary mein btaun gaa.
yahan pr hum setting k function ko use seekhen gya aur dheken gya k realme 2 pro mein setting mein humen konse Tips and tricks milty hein,
Subse pahly hum setting mein jaty hein aur bat karty hein realme 2 ki setting k function ko explain karty hein,
1. Realme 2 pro Status and notification bar
jub hum realme 2 pro ki setting mein jaien gya tou humen yahan kafi sary function dhekne ko mil jaty hein, ais mein battry percentage ka option second option mein show ho raha ho gaa jo k default off hoga uss ko on karne se Realme 2 Pro ki battry ke sath percentage show hogi k kitni percent Battery baki he, agr ais ko on nahi kia tou jaldi se Realme 2 Pro ki Setting mein jaien aur Status and Notification k Option mien Jaa kar Battery Percentage wale option ko on kar den, ais trah aap ka mobile per battry percentage show ho jaiey gi.
Realme 2 Pro ki Battery wale option k neechy ek option Show Real Time Network Speed hoga joo k default off hoga ais ko on karne se network status Realme2 pro ki screen per show hona start ho jaiey ga. jiss se aap apne network ki status se update reh skty hein,
Realme 2 Pro mein Notification Light k function mojod nahi he, ais k leay aap ko Setting mein jaa kar Notification aur status Bar k option mein fifth number pr mojod option Turn on Screen for Notification on kar den, jub bhi new notification aay gaa tou aap ki screen turn on ho jaiey gi.
Realme 2 Pro k Display aur Brightness ki Bat karen to aap ais mein apne mobile ko 2/3 mode mein change kar skty hein.. (Cooler Default Warmer) in 3 mode mein se kisi bhi mode per aap apen realme 2 pro mobile ko use kar skty hein, warmer kar k aap ais pr books wagera parh skty hein,
Font size ka option bhi aap ko ais option mein mil raha he jiss ki madad se aap realme 2 pro ka font size change kar skty hein.
App display full screen realme 2 pro ka eak bhut zabardast option he, ais k zariey aap ki jitni application hon gi woh notch screen pr show hone lag jaien gi.
Realme 2 Pro Smart Site Bar
|Realme 2 pro ka ek option smart site bar bhi he, joo k kafi acha option he ais ki madad se aap swipe kar k Realme 2 pro ki site se options show karwa skty hein, yeh ekk bhut acha option he aap Smart Site Bar k Option mein jaa kar ais ki setting kar skty hein, ais ki setting mein aap dheken gya k aap ko ais trah set kar skty hein aap koi video dhek rahe hein aur sath koi aur kam bhi karna chaty hein tou ais option ko use kar k aap apne mutabik setting kar skty hein.
Realme 2 pro Screen of Gestures
Yeh ekk bhut hi zabardast option he ais k tamam option ko on kar den, ais mein 3 option bhut hi achy hein double tab to turn on screen ais ko on kar k aap screen pr jub bhi double click karen gya aap ki screen on ho jaiey gi.
Draw O tou Start Camera Realme 2 pro ka yeh option bhut ki amazing he ais ko on kar ka jub aap apne realme 2 pro ki screen pr O ko ungli k sath draw karen gya tou atomatic camera on ho jaiey gaa.
ais trah ek option he Draw a V to Turn On Flashlight aap screen per agr V likhen gya hath se tou aap k realme 2 pro ki flash light on ho jaiey gi. aur mazeed aap setting kar skty hein yani mazeed aap apni marzi k gesture bhi ser kar skty hein, realme 2 pro ka yeh option bhut amazing hein hopefully agr aap k pass realme 2 pro hoga tou aap zaroor ais ko use karen gya.
Realme 2 Pro 3 finger Screen Shot and Other Options:
ais ko on karne se aap screen pr 3 finger ko draw kar k kisi bhi cheez ka screeen shot aasani se lay skty hein.
aisi trah dosto Realme 2 Pro k addition setting mein aap ko OTG connection ka Option mil raha hea. ais k zariey aap apne mobile mein mouse ya pen wagera OTG k zariey chalana chaty ho tou aap aasani se use kar skty ho. ais k leay aap ko OTG ko Enable karna pary gaaa.
theme wagera change kar k leay aap ko Accessibilty mein jaana he wahan pr aap ko touch pal ka option mile gaa jis ki madad se aap apne Realme 2 Pro k theme ko change kar skty hein,
Authors Opinions after Review:
Oppo Realme 2 Pro is amazing mobile phone with this features and its very good mobile phone, camera, battery aur new features jin mein se kuch maine aap ko ais article mein batiey hein amazing features hein, meri suggestion he k agr aap Oppo ka mobile purchase karna chahaty hein tou ais mobile ko zaroor purchase karen yeh aap k leay bhut acha ho skta he, ais hawaly aap comment mein apna mashwara share kar skty hein aur ais mobile k nuqsan bhi share kar skty hein taa k sub ka faida ho aur log mazeed update ho sken
article read karne ka bhut shukriya aap meri website https://www.technologytipstaimoor.xyz/ ko visit karte rahen aur daily job news k leay aap ais website ko bhi follow kar skty hein
ConversionConversion EmoticonEmoticon